People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Jeene Mein Aaye Maza
Singer: Ankur Tiwari
Lyricist: Ankur Tiwari
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/jeene-mein-aye-maza/RjE-fTsFZVY
Video:
Tarazu ke bas do thaal hai
Ek ore hum duje mein khwab hai
Zindagi ye pareshaan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza

Kharida nahi jata khwab hai
Kiraya bhi aa sala jawaab hai
Zindagi yeh pareshan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza

Tujo mila jaga khwab hai
Khoyi hui meri kitab hai
Muskaya sa audaab hai
Jeene mein ya hai maza

Sustaaye mausham aabad hai
Hawao ke rukh humse naraaz hai
Zindagi hai pareshan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza

Tu jo mila chida saaz hai
Khamoshi ko mili aawaz hai
Bahti hawa sa aahsaas hai
Jeene mein ya hai maza

Bigda hua hisab hai
Thoda nafa thoda nuksaan hai
Zindagi hai pareshan hai
Ganimat hai tu hai yahan
Jeene mein ya hai maza.
Kab Se Kab Tak
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/kab-se-kab-tak/EzA9BSZnX1g
Video:
Koi toh ho jo humko humse mila de
Koi dikha de woh raashta
Koi toh ho jo humko ye bata de
Khud se hote hai khud kaise juda

Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Aa kabse kabtak
Aa kabse kabtak humse ragbat
Main sochun har ghadi
Ye sar chadi talab hai ya
Ya inki bad-badi pe dil mera dhadak gaya
Ye besabar hai aaj kahna chahe tujhko kuch
Tu mujhse khush toh baatle na mera.

Humko humse milade
Humko humse milade

Hai doshti jo tumse karli kabse humne jabse
Yeh raushni hai tabse tut’ta re roothe rab se
Kya jadugari kari ye tune hai choori re
Choori kiya dil choori choori choori re
Kya shapne humne bhi saja rakhe hai khoobsurat
Aashiqui hai hadd se jyada ishq mein hoon tere murat
Mila de humko humse, gum ko dhangse mahsoos karun
Tere sang main mere sapne aapne aapne mahfooz rakhun
Mujhko chahiye tere ishq ka nasha
Aur tujhko chahiye mere dil ke tukdo ka maza
Dekho mukhro na bata de mujhko haal-e-dil tumhara bhi
Thukro na yun rishte ko tum jaano dil hamara bhi

Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Aa kabse kabtak
Aa kabse kabtak humse ragbat

Zindagi zahar ka pyala pee liya piya ke naam
Jee gaye toh duniya haare, gir gaye gira ke jaam
Mushkilo se mushkilo ki mushkile sambhali hai
Mushkilo ki kazri gaake kastiyan sanwari hai
Humne bhi wafa ki, humne-humne bhi daga ki hai
Humne hi judai jiti, humne sada ki hai
Humne tujhko paake khoya
Humne tujhko khoke paaya
Humne tere waaste ye likh di hai kawali ke
Nazron ke ye kaale ghere inme hi sama loon na
Aapne mein bana loon inko
Dedun mujhko taalo na
Main chhod jata duniya laapata sa ho jo jaata
To kya tu khojta, main sapne odh soo jo jata
Main rok paata khudko is jhamele se toh
Kahta na yun tujhko ki tu mujhko aab akele chhod

Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Main sabse puch ke
Ye kab se kabtak humse ragbat
Aa kabse kabtak
Aa kabse kabtak humse ragbat.
Apna Time Aayega
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/apna-time-aayega/Aj0hYRNYRXQ
Video:
Kaun bola mujhse naa ho payega?
Kaun bola, kaun bola?

Apna time aayega!

Uth ja apni raakh se
Tu udd ja ab talaash mein
Parwaaz dekh parwaane ki
Aasmaan bhi sar uthayega
Aayega, apna time aayega

Mere jaisa shaana lala
Tujhe na mil paayega
Ye shabdo ka jwaala
Meri bediyan pighlaayega
Jitna tune boya hai
Tu utna hi toh khaayega
Aisa mera khwaab hai
Jo dar ko bhi sataayega
Zinda mera khwab
Ab kaise tu dafnayega

Ab hausle se jeene de
Ab khauf nahi hai seene mein
Har raaste ko cheerenge
Hum kaamyabi cheenenge
Sab kuch mila paseene se
Matlab bana ab jeene mein
Kyun?

Kyunki apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega

Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar…

Kisi ka haath nahi tha sar par
Yahan par aaya khudki mehnat se main
Jitni taakat kismat mein nahi
Utni rehmat mein hai
Phir bhi ladka sehmat nahi hai
Kyunki hairat nahi hai
Zaroorat yahan marzi ki aur zurrat ki hai
Dikkat ki hai, aafat ki, himaakat ki, ibadat ki
Adaalat yeh hai chahat ki
Mohabbat ki, amanat ki
Jeetne ki ab aadat ki
Ab shohrat ki, ab laalach nahi hai
Tere bhai jaisa koi hard’ich nahi hai
Hard, hard, hard…

Iss harkat ne hi barkat di hai
Kyun?

Kyunki apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar jaayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Apna time aayega
Tu nanga hi toh aaya hai
Kya ghanta lekar…
Apna time aayega!
Apna time aayega!
Apna time aayega!
Tu nanga hi toh aaya hai

Kal nanga hi toh aaya tha
Kya tu ghanta lekar jaayega
Apna time aayega!
Apna time aayega!

Apna time aayega na
Tu nanga hi toh jayega na…